marah batha 2 and half year ka hai laikan wo khata pita kuch nahi jab paida hoa tha tab say hi lactogan dood pita tha or ab dood wala dood day kar jata hai dood kay ilawa kuch nahi khata koi aisee tarkeeb bataian kay wo sahi tharah khanay lag gay.waiting for your kind favour
Thanks and regards.
Muhammad Khurshed
|